April10
Aap Ko Un Kaa Pataa Ho To, Hamain Butlaayen!
Hum Ko Maaloom Naheen Hai, Ki, Hum Kahaan Jaayen!
Jin Ney Deykhaa Hai, Lubaalub Hai Un Aankhon Mein Sharaab:
Woh, Butaaou, Na Wahaan Jaayen, To Kahaan Jaayen? Read the rest of this entry »
April10
Roz, Maashooq Ka Andaaz Judaa Hotaa Hai!
Aaj But Hota Hai, Kul Neem Khudaa Hotaa Hai!!
Subra Kur Deykh, Abhi Intizar Hai Baaqee ;
Hosh-E-Majnoon Hai, Zaraa Ruk Key Judaa Hotaa Hai! Read the rest of this entry »
April10
Dar Haqeequt Wahee Pilaataa Hai!
Log Kahtey Hain Woh Pilaatey Hain!!
Yoon To, Mainey Kabhi Naheen Pee Hai;
Fir Bhi Kyon Mujhko Nashaa Aataa Hai?’
April10
Le Chal Muje Waha Jo Mukaam Akhri Ho
Zindaagi Teri Safar Kaa Jo Anjaam Aakhri Ho
Maut Agar Hain Nasha Tutne Kaa Naam
Zindaagi Pilade Ab Tu Wo Jaam Akhri Ho Read the rest of this entry »
April10
Iss Cutemunda Ko Tune Aadat Aise Daal De Najro Se Aapne Pila Ke
Pita Hu Juda Hone Ke Baad Bhii Aapne Hii Aashko Ko Maiy Samajh Kar