Sher-o-Shayari

World of Poetry

Wafa Ke Rung Mein Doobi

March26

Wafa Ke Rung Mein Doobi Har Shaam Yoindia  Tere Liye,
Yeh Dagar, Yeh Nagar,Mera Naam Bus  Tere Liye,

Too Mahakti Rahe Chandni Raaton Ki Tarah,
Iss Naye Saal Ka Paigam Ai Yoindia Tere Liye

Arz Kia Ha

March26

Arz Kia Hai…
Zara Ghor Farmaiiye

Arz Kia Hai
Eid Eid Karte Kiun Karte Ho
Eid Bhi Aajayegi Read the rest of this entry »

Tum Aao To Ham Bhi

March26

Tum Aao To Ham Bhi Eid Karein
Hasrat Hai Tumhari Deed Karein

Kuch Dair To Dil Ko Chain Miley
Kuch Roz To Mun K Phool Khiley Read the rest of this entry »

Diwali Aayee Hai Rang Bi

March26

Diwali Aayee Hai Rang Bi Rangi Jyoth Jalti Hai
Charon Taraf Khushiyon Ka Aab-O-Hawa Chaayi Hai

Phuljadiyan,Phataka Sabke Mann Ko Bhaye Hai
Garaj Garaj Kar Varsha Ki Ruth Aasmaan Par Chaayi Hai Read the rest of this entry »

Chiraago Se Raushan Aaj Ye Shaam Aai Hai

March26

चिरागों से रोशन आज ये शाम आई है,
चेहरे पे सब के ले कर मुस्कान आई है,

भर जाए झोली आपकी खुशियों से इस दिवाली,
बस यही दुआ इस दिल से आप सब के नाम आई है,

ख्वाब देखो तुम अपनी सोच से भी आगे,
पूरा करने के लिए, ख़ुद मेहरबान आई है,

जो भी दिल चाहे मांग लेना उस रब से,
ख़ुद लक्ष्मी आपके घर करने आज विश्राम आई है

« Older EntriesNewer Entries »