Sher-o-Shayari

World of Poetry

Barson Ho Gaye Raakh Bane Huye…

November6

Barson Ho Gaye Raakh Bane Huye
Par Dhunwa Uthta Baar Baar Q Hai

Zamana Ho Gaya Zakhm Lage Huye
Ye Riista Baar Baar Q Hai

Mohobbat Dard Ban Kar Reh Gayi
Ashqon Ka Sailaab Tut’ta Baar Baar Q Hai

Jeetnay Ki Koshish Karte Hain Hamesha
Par Mukaddar Haarta Baar Baar Q Hai

Koi Sahil Pe Pohnachay Bhi Kaise
Yahan Tufan Guzarta Baar Baar Q Hai

Har Lamha Badalti Hai Fitrat Jinki
Unse Hi Dil Lagta Baar Baar Q Hai

posted under Khamosh Shayari

You must be logged in to post a comment.