Sher-o-Shayari

World of Poetry

Aap Ko Un Kaa Pataa Ho

April10

Aap Ko Un Kaa Pataa Ho To, Hamain Butlaayen!
Hum Ko Maaloom Naheen Hai, Ki, Hum Kahaan Jaayen!

Jin Ney Deykhaa Hai, Lubaalub Hai Un Aankhon Mein Sharaab:
Woh, Butaaou, Na Wahaan Jaayen, To Kahaan Jaayen?

Jub Sey Deykhaa Hai Unhain, Hosh Naheen Hai Baaqee!
Log Jaayen Na Maykadey, To Fir Kahaan Jaayen?’

posted under Sharaab Shayari

You must be logged in to post a comment.