Sher-o-Shayari

World of Poetry

Maashooq Ka Andaaz

April10

Roz, Maashooq Ka Andaaz Judaa Hotaa Hai!
Aaj But Hota Hai, Kul Neem Khudaa Hotaa Hai!!

Subra Kur Deykh, Abhi Intizar Hai Baaqee ;
Hosh-E-Majnoon Hai, Zaraa Ruk Key Judaa Hotaa Hai!

Maykadaa Khaali Milaa, Khum Miley Merey Ghar Mein;
Jo Pilaata Hai, Haqeequt Hai, Khudaa Hotaa Hai!’

posted under Sharaab Shayari

You must be logged in to post a comment.